yeh sab shuru kyun hua?
Hamari kahani

Nari IRL 🎤
01 · Problem
Finance ki baatein ya to classroom lecture jaisi lagti hain, ya darawni. Salary, pehli kamaai, kharche, galtiyan — in par ghar mein khul ke baat hi nahi hoti.
02 · Realisation
Paisa samajhne ke liye perfect hona zaroori nahi. Main bhi seekh rahi hoon, galtiyan kar rahi hoon — aur yahi safar sabse zyada relatable hai.
03 · Mission
Isliye Nari with Numbers — taaki har aurat apne paise ko jaane aur us par apna haq le, chahe woh kitna bhi kamaati ho. Bina complication, bina darr, thode fun ke saath.
— Team Nari with Numbers




